Skip to main content

Allah Jany Kis Tarah Baap Se Noha Lyrics

 Allah Jany Kis Tarah Baap Se Noha Lyrics

Allah Jany Kis Tarah Baap Se Noha Lyrics

Allah Jany Kis Tarah Baap Se Noha Lyrics




اللہ جانے کس طرح باپ سے بیٹی کو چھڑایا ہوگا

خون عباس نے آنکھوں سے بہایا ہوگا


کتنی راتوں سے وہ جاگی ہوئی معصومہ تھی

 باپ کی لاش سے لپٹی تو اُسے نیند آئی 

مار کر درا جو ظالم نے جگایا ہوگا


مارتا تھا کبھی درے کبھی پتھر وہ شقی 

پھر بھی لپٹی رہی لاشے سے جدا ہوتی نہ تھی 

نوچ کر بال جو ظالم نے اُٹھایا ہوگا


بے کسی کیسی تھی غم کیسا جفا کیسی تھی 

ہر طمانچے پر وہ غازی کو صدا دیتی تھی 

خون عباس نے آنکھوں سے بہایا ہوگا


ایک شب آیا جو زنداں میں سر شاہ انام 

منہ پر منہ رکھ کے سکینہ کی ہوئی سانسیں تمام 

وقت جو غسل و کفن دینے کا آیا ہوگا

Allah Jany Kis Tarah Baap Se Noha Lyrics in Urdu text

Allah jane kis terhan baap se beti ko choraya hoga

khoon abbas ne aankhon se bahaya hoga


kitni raton se woh jaagi hui masooma thi

baap ki laash se lipti to ussay neend aayi

maar kar Durra jo zalim ne jagaya hoga


maarta tha kabhi daray kabhi pathar woh شقی

phir bhi lipti rahi lashay se judda hoti nah thi

noch kar baal jo zalim ne uthaya hoga


be kisi kaisi thi gham kaisa jfaa kaisi thi

har tmanche par woh ghazi ko sada deti thi

khoon abbas ne aankhon se bahaya hoga


aik shab aaya jo zandan mein sir Shah Anaam

mun par mun rakh ke sakeena ki hui sansen tamam

waqt jo ghusal o kafan dainay ka aaya hoga


Noha Details:

  • Poetry: Zil e Raza
  • Dasta: Dasta Abbasia Farol Mehdi Abad Kharmang
  • Noha Lyrics Published By: Team nohalyrics.org

Popular posts from this blog

Haye Jeeti Sakina Kash Tu Kuch Or Din | Noha Chehlum Skardu 2022 |Dasta Haideria Khargrong

  Haye Jeeti Sakina Kash Tu Kuch Or Din |Noha Chehlum Skardu 2022 |Noha Lyrics In English Urdu  Haye Jeeti Sakina Kash Tu Kuch Or Din |Noha Chehlum Skardu 2022 |Noha Lyrics In Roman English  Haye Jeete Sakina Kash Tu kuch or din agar  Sajjad laka Jata Behn Karbala Tuja baba Ka sar Sinapa tha tab tara saman tuyjko tamancha lagta tha baba ka samana ya qaidi bhai sotchta ka rota  raha tuja Sajjad laka Jata Behn Karbala Tuja tuj ko na laka na ja saka arman ha abb yahi baba ka pass la chalon ma tari qabur hi ma shamiyng ka bitch na young chorta tuja Sajjad laka Jata Behn Karbala Tuja pani ka kal jahng tuja qatra tha na mila abbas ki lahad sa tu dati  agar sada aate salam karna ko,khud alqama tuja Sajjad laka Jata Behn Karbala Tuja turbat sa tari kis trah khud ko uthawo ma tu hi bata da karbala abb kasa jawo ma Chahlum sa pahla kash na ate qaza tuja  Sajjad laka Jata Behn Karbala Tuja zindan ka dar pa agaya mehmil to ha magar mazloom bhai ki tari turbat pa ha nazar girta hn tari qabur pa day

Bibi Zainab SA Noha Lyrics in Urdu

Bibi Zainab SA Noha Lyrics in Urdu Madeeney Se To Parday Mein Usay Abbas AS Laya Tha madeeney se to parday mein usay abbas laya tha nah jane kis terhan Zainab SA gayi Ghazi ke lashay par woh jab roti hui maqtal se guzri to uth uth kar gira ghazi tarap kar  woh bhai nah raha raha behnoon ka jo parda banata tha jo mehmil mein sahara day ke zainab ko bithaata tha nahi hai aaj is ke tan pay baazu ridaye khaak hai zainab ke sir par khudaaya kaisay is manzar ko dekha hoga zainab ne rida ke paas aake dono baazu run mein thay bikhare sinaan se gir raha tha sir musalsal behan roti thi jab abbas keh kar bas is lamhay Abir par zaefi hogayi taari lab darya jo pohanchi be rida woh dard ki maari rida is ki uthi naizay pay jis dam to ghash mein gir para abid tarap kar tera ghazi tairay parday ko bhi parday mein laya tha safar mein samnay hi day ke mehmil ko chupaya tha sir zainab pay rakh ke haath Fizh بکاء karti rahi haae muqaddar Mohammad ki nawasa ko madinah yaad aata hai usay jab tazyane maar ka

Safer Mai Sham Kai Jab Tu Nahi Raha Abbas Noha Lyrics

Safer Mai Sham Kai Jab Tu Nahi Raha Abbas Noha Lyrics Chehlum Arbaeen New Noha Lyrics  Safer Mai Sham Kai Jab Tu Nahi Raha Abbas   Rulaya Logo Nay Zianab SA Ko Nam Le Lekar  Safar Main Sham Kay Jab Tu Nahi Raha Abbas AS SANI Labon Pay Behn Kay Tera Hi (2) Nam Tha Abbas as  Safer Mai Sham Kai Jab Tu Nahi Raha Abbas AS 1- Wo Marhalay Thay Qayamat Kay Meray Abid AS Par  Labon Pay Ghairon Kay Zainab SA Nam Ko Sunkar  Ghareeb Daita Tha Ro Kar (2) Tujhay Sada Abbas AS   Safer Mai Sham Kai Jab Tu Nahi Raha Abbas 2- Sinan Ki Nook Pay Baba Ka Sar Dikjhatay Thay Qareeb Lakay Sakina SA Ko Wo Giratay Thay  Wo Royi Gham Say To Durron Say (2) Ki Jafa Abbas AS   Safer Mai Sham Kai Jab Tu Nahi Raha Abbas 3- Zara Ay Gurbat E Abid AS Ki Intiha Sunlay  Ridain Mang Kay Roya Wo Sham Walon Say  Isay Ridaon Ka Sadma Hi (2) Kha Gaya Abbas AS   Safer Mai Sham Kai Jab Tu Nahi Raha Abbas AS زرا اے غربت عابد ع کی انتھا سن لے ردائیں مانگ کے رو 4- Ki Tere Bad Sitam Ki Yea Intiha Bhayya Hajoom Aam Nay Zianab SA