Skip to main content

Mola Ali New Noha | 19 Ramadan Noha

 Mola Ali New Noha | 19 Ramadan Noha

Mola Ali New Noha | 19 Ramadan Noha


باپردہ جہاں روئی تھی میت پہ علی کی

اس کوفے میں محروم ردا بھی گئی زینب


تر خون میں بابا کی جبیں دیکھ کے روئی

پر بعد میں چادر کے لئے روئی تھی زینب


جس گھر سے اٹھا ہائے جنازہ تھا علی کا

جس در سے تھا تابوت کو جاتے ہوئے دیکھا

دن اس طرح بدلے کہ اسی  در کے ہی آگے

کوفے میں رسن بستہ پھرائی گئی زینب


بابا کا مصلہ بھی جہاں خوں میں تر تھا

سر زخمی تھا ماحول پہ مقتل کا اثر تھا

عباس کی شہزادی پہ پھر وقت یہ آیا

پتھر بھی وہاں سر پہ تھی کھاتی رہی زینب


جب مسجد کوفہ پہ نظر پڑتی گھر سے

یاد آتی تھی بابا کی تو روتی تھی تڑپ کے

دن بدلے لٹا گھر بھی ردا نیزے پہ آئی

تھی سامنے مسجد کے ردا مانگتی زینب


دو بار تو کوفے نے بھی دیکھا یہ منظر

تلوار علی پر لگی شہزادی پہ پتھر

تب یاد کیا زہرا کو رو رو کے علی نے

دربار میں غازی کو صدا دیتی تھی زینب

Mola Ali New Noha Lyrics in Urdu | 19 Ramadan Noha

baaparda jahan roi thi maiyat pay Ali ki

is kofe mein mahroom rida bhi gayi zainab


tar khoon mein baba ki jabeen dekh ke roi

par baad mein chadar ke liye roi thi zainab


jis ghar se utha haae janaza tha Ali ka

jis dar se tha taboot ko jatay hue dekha

din is terhan badlay ke isi dar ke hi agay

kofe mein rasan basta پھرائی gayi zainab


baba ka مصلہ bhi jahan khoo mein tar tha

sir zakhmi tha mahol pay maqtal ka assar tha

abbas ki shehzadi pay phir waqt yeh aaya

pathar bhi wahan sir pay thi khati rahi zainab


jab masjid koofa pay nazar padtee ghar se

yaad aati thi baba ki to roti thi tarap ke

din badlay luta ghar bhi rida naizay pay aayi

thi samnay masjid ke rida maangti zainab


do baar to kofe ne bhi dekha yeh manzar

talwar Ali par lagi shehzadi pay pathar

tab yaad kya Zohra ko ro ro ke Ali ne

darbaar mein ghazi ko sada deti thi zainab


Noha Details:

  • Recited by || Wazir Zeeshan Abbas 
  • Lyrics || Jinab Arif Sahab 
  • Composed || Syed Nayyer Abbas Skardu
  • Noha Lyrics Published By: Team nohalyrics.org

Popular posts from this blog

Haye Jeeti Sakina Kash Tu Kuch Or Din | Noha Chehlum Skardu 2022 |Dasta Haideria Khargrong

  Haye Jeeti Sakina Kash Tu Kuch Or Din |Noha Chehlum Skardu 2022 |Noha Lyrics In English Urdu  Haye Jeeti Sakina Kash Tu Kuch Or Din |Noha Chehlum Skardu 2022 |Noha Lyrics In Roman English  Haye Jeete Sakina Kash Tu kuch or din agar  Sajjad laka Jata Behn Karbala Tuja baba Ka sar Sinapa tha tab tara saman tuyjko tamancha lagta tha baba ka samana ya qaidi bhai sotchta ka rota  raha tuja Sajjad laka Jata Behn Karbala Tuja tuj ko na laka na ja saka arman ha abb yahi baba ka pass la chalon ma tari qabur hi ma shamiyng ka bitch na young chorta tuja Sajjad laka Jata Behn Karbala Tuja pani ka kal jahng tuja qatra tha na mila abbas ki lahad sa tu dati  agar sada aate salam karna ko,khud alqama tuja Sajjad laka Jata Behn Karbala Tuja turbat sa tari kis trah khud ko uthawo ma tu hi bata da karbala abb kasa jawo ma Chahlum sa pahla kash na ate qaza tuja  Sajjad laka Jata Behn Karbala Tuja zindan ka dar pa agaya mehmil to ha magar mazloom bhai ki tari turbat pa ha nazar girta hn tari qabur pa day

Bibi Zainab SA Noha Lyrics in Urdu

Bibi Zainab SA Noha Lyrics in Urdu Madeeney Se To Parday Mein Usay Abbas AS Laya Tha madeeney se to parday mein usay abbas laya tha nah jane kis terhan Zainab SA gayi Ghazi ke lashay par woh jab roti hui maqtal se guzri to uth uth kar gira ghazi tarap kar  woh bhai nah raha raha behnoon ka jo parda banata tha jo mehmil mein sahara day ke zainab ko bithaata tha nahi hai aaj is ke tan pay baazu ridaye khaak hai zainab ke sir par khudaaya kaisay is manzar ko dekha hoga zainab ne rida ke paas aake dono baazu run mein thay bikhare sinaan se gir raha tha sir musalsal behan roti thi jab abbas keh kar bas is lamhay Abir par zaefi hogayi taari lab darya jo pohanchi be rida woh dard ki maari rida is ki uthi naizay pay jis dam to ghash mein gir para abid tarap kar tera ghazi tairay parday ko bhi parday mein laya tha safar mein samnay hi day ke mehmil ko chupaya tha sir zainab pay rakh ke haath Fizh بکاء karti rahi haae muqaddar Mohammad ki nawasa ko madinah yaad aata hai usay jab tazyane maar ka

Safer Mai Sham Kai Jab Tu Nahi Raha Abbas Noha Lyrics

Safer Mai Sham Kai Jab Tu Nahi Raha Abbas Noha Lyrics Chehlum Arbaeen New Noha Lyrics  Safer Mai Sham Kai Jab Tu Nahi Raha Abbas   Rulaya Logo Nay Zianab SA Ko Nam Le Lekar  Safar Main Sham Kay Jab Tu Nahi Raha Abbas AS SANI Labon Pay Behn Kay Tera Hi (2) Nam Tha Abbas as  Safer Mai Sham Kai Jab Tu Nahi Raha Abbas AS 1- Wo Marhalay Thay Qayamat Kay Meray Abid AS Par  Labon Pay Ghairon Kay Zainab SA Nam Ko Sunkar  Ghareeb Daita Tha Ro Kar (2) Tujhay Sada Abbas AS   Safer Mai Sham Kai Jab Tu Nahi Raha Abbas 2- Sinan Ki Nook Pay Baba Ka Sar Dikjhatay Thay Qareeb Lakay Sakina SA Ko Wo Giratay Thay  Wo Royi Gham Say To Durron Say (2) Ki Jafa Abbas AS   Safer Mai Sham Kai Jab Tu Nahi Raha Abbas 3- Zara Ay Gurbat E Abid AS Ki Intiha Sunlay  Ridain Mang Kay Roya Wo Sham Walon Say  Isay Ridaon Ka Sadma Hi (2) Kha Gaya Abbas AS   Safer Mai Sham Kai Jab Tu Nahi Raha Abbas AS زرا اے غربت عابد ع کی انتھا سن لے ردائیں مانگ کے رو 4- Ki Tere Bad Sitam Ki Yea Intiha Bhayya Hajoom Aam Nay Zianab SA