Skip to main content

Rihayii Mil Gayi Karbal Chalo Noha Lyrics

 Rihayii Mil Gayi Karbal Chalo Noha Lyrics

Rihayii Mil Gayi Karbal Chalo Noha Lyrics

Rihayii Mil Gayi Karbal Chalo Noha Lyrics


رہائی مل گئی کربل چلو اُٹھو سکینہ

 بہن کی قبر پر سجاد رو کر کہہ رہا ہے 

نظر کے سامنے ہر پل رہے گا تیرا چہرہ 

بہن کی قبر پر سجاد رو کر کہہ رہا ہے


یہ شہر شام ہے ظالم یہاں بستے ہیں بہنا 

قدم زندان سے کیسے رکھے باہر یہ بھیا 

اندھیری قید میں اب بھی ہے تو قیدی سکینہ


ہوا آزاد ہوں پائی ہے میں نے بھی رہائی 

مگر زندہ رہوں گا تیرے غم میں بن کے قیدی 

بھلا نہ پائے گا تدفین تیری اب یہ بھیا


سکینہ کس طرح سجاد وہ منظر بھلائے 

کہ جب تو لاش بابا پر گری تھی ان میں ہائے 

جدا درے لگا کر تجھ کو بابا سے کیا تھا


دیار کربلا ، بازار کوفہ ، قید خانه

یتیمی ، بے بسی، زخمی بدن اور آہ و گریه 

غموں کا بار یہ کیسے بہن تو نے اُٹھایا


تیری یہ بالیاں تربت پر ان کی میں رکھوں گا

چچا عباس کو پھر حال تیرا میں بتاؤں گا

خبر ہے کیا تجھے ہائے مر گئی ننھی یتیمہ


ستم ہوتے تھے میرے سامنے تجھ پر یتیمہ 

بچانہ پایا تجھ کو ہائے پابند رسن تھا 

میں تب لاچار تھا مجھ کو سکینہ معاف کرنا

Rihayii Mil Gayi Karbal Chalo Noha Lyrics in Urdu Text

rihayi mil gayi کربل chalo utho sakeena

behan ki qabar par sajjad ro kar keh raha hai

nazar ke samnay har pal rahay ga tera chehra

behan ki qabar par sajjad ro kar keh raha hai


yeh shehar shaam hai zalim yahan baste hain behna

qadam zindaan se kaisay rakhay bahar yeh bhiya

andheri qaid mein ab bhi hai to qaidi sakeena


sun-hwa azad hon payi hai mein ne bhi rihayi

magar zindah rahon ga tairay gham mein ban ke qaidi

bhala nah paye ga tadfeen teri ab yeh bhiya


sakeena kis terhan sajjad woh manzar bhulae

ke jab to laash baba par giri thi un mein haae

judda daray laga kar tujh ko baba se kya tha


deyaar karbalaa, bazaar koofa, qaid خانه

yateemi, be basi, zakhmi badan aur aah o گریه

gamoon ka baar yeh kaisay behan to ne uthaya


teri yeh balian turbat par un ki mein rakhon ga

chacha abbas ko phir haal tera mein batau ga

khabar hai kya tujhe haae mar gayi nanhi یتیمہ


sitam hotay thay mere samnay tujh par یتیمہ

بچانہ paaya tujh ko haae paband rasan tha

mein tab lachaar tha mujh ko sakeena maaf karna


Noha Details

  • Poetry: Arif Sahaab
  • Dasta: Dasta Abbasia Krasma Thang Skardu
  • Noha Lyrics Published By: Team nohalyrics.org

Popular posts from this blog

Haye Jeeti Sakina Kash Tu Kuch Or Din | Noha Chehlum Skardu 2022 |Dasta Haideria Khargrong

  Haye Jeeti Sakina Kash Tu Kuch Or Din |Noha Chehlum Skardu 2022 |Noha Lyrics In English Urdu  Haye Jeeti Sakina Kash Tu Kuch Or Din |Noha Chehlum Skardu 2022 |Noha Lyrics In Roman English  Haye Jeete Sakina Kash Tu kuch or din agar  Sajjad laka Jata Behn Karbala Tuja baba Ka sar Sinapa tha tab tara saman tuyjko tamancha lagta tha baba ka samana ya qaidi bhai sotchta ka rota  raha tuja Sajjad laka Jata Behn Karbala Tuja tuj ko na laka na ja saka arman ha abb yahi baba ka pass la chalon ma tari qabur hi ma shamiyng ka bitch na young chorta tuja Sajjad laka Jata Behn Karbala Tuja pani ka kal jahng tuja qatra tha na mila abbas ki lahad sa tu dati  agar sada aate salam karna ko,khud alqama tuja Sajjad laka Jata Behn Karbala Tuja turbat sa tari kis trah khud ko uthawo ma tu hi bata da karbala abb kasa jawo ma Chahlum sa pahla kash na ate qaza tuja  Sajjad laka Jata Behn Karbala Tuja zindan ka dar pa agaya mehmil to ha magar mazloom bhai ki tari turbat pa ha nazar girta hn tari qabur pa day

Bibi Zainab SA Noha Lyrics in Urdu

Bibi Zainab SA Noha Lyrics in Urdu Madeeney Se To Parday Mein Usay Abbas AS Laya Tha madeeney se to parday mein usay abbas laya tha nah jane kis terhan Zainab SA gayi Ghazi ke lashay par woh jab roti hui maqtal se guzri to uth uth kar gira ghazi tarap kar  woh bhai nah raha raha behnoon ka jo parda banata tha jo mehmil mein sahara day ke zainab ko bithaata tha nahi hai aaj is ke tan pay baazu ridaye khaak hai zainab ke sir par khudaaya kaisay is manzar ko dekha hoga zainab ne rida ke paas aake dono baazu run mein thay bikhare sinaan se gir raha tha sir musalsal behan roti thi jab abbas keh kar bas is lamhay Abir par zaefi hogayi taari lab darya jo pohanchi be rida woh dard ki maari rida is ki uthi naizay pay jis dam to ghash mein gir para abid tarap kar tera ghazi tairay parday ko bhi parday mein laya tha safar mein samnay hi day ke mehmil ko chupaya tha sir zainab pay rakh ke haath Fizh بکاء karti rahi haae muqaddar Mohammad ki nawasa ko madinah yaad aata hai usay jab tazyane maar ka

Safer Mai Sham Kai Jab Tu Nahi Raha Abbas Noha Lyrics

Safer Mai Sham Kai Jab Tu Nahi Raha Abbas Noha Lyrics Chehlum Arbaeen New Noha Lyrics  Safer Mai Sham Kai Jab Tu Nahi Raha Abbas   Rulaya Logo Nay Zianab SA Ko Nam Le Lekar  Safar Main Sham Kay Jab Tu Nahi Raha Abbas AS SANI Labon Pay Behn Kay Tera Hi (2) Nam Tha Abbas as  Safer Mai Sham Kai Jab Tu Nahi Raha Abbas AS 1- Wo Marhalay Thay Qayamat Kay Meray Abid AS Par  Labon Pay Ghairon Kay Zainab SA Nam Ko Sunkar  Ghareeb Daita Tha Ro Kar (2) Tujhay Sada Abbas AS   Safer Mai Sham Kai Jab Tu Nahi Raha Abbas 2- Sinan Ki Nook Pay Baba Ka Sar Dikjhatay Thay Qareeb Lakay Sakina SA Ko Wo Giratay Thay  Wo Royi Gham Say To Durron Say (2) Ki Jafa Abbas AS   Safer Mai Sham Kai Jab Tu Nahi Raha Abbas 3- Zara Ay Gurbat E Abid AS Ki Intiha Sunlay  Ridain Mang Kay Roya Wo Sham Walon Say  Isay Ridaon Ka Sadma Hi (2) Kha Gaya Abbas AS   Safer Mai Sham Kai Jab Tu Nahi Raha Abbas AS زرا اے غربت عابد ع کی انتھا سن لے ردائیں مانگ کے رو 4- Ki Tere Bad Sitam Ki Yea Intiha Bhayya Hajoom Aam Nay Zianab SA