Skip to main content

Contact Us

Popular posts from this blog

Haye Jeeti Sakina Kash Tu Kuch Or Din | Noha Chehlum Skardu 2022 |Dasta Haideria Khargrong

  Haye Jeeti Sakina Kash Tu Kuch Or Din |Noha Chehlum Skardu 2022 |Noha Lyrics In English Urdu  Haye Jeeti Sakina Kash Tu Kuch Or Din |Noha Chehlum Skardu 2022 |Noha Lyrics In Roman English  Haye Jeete Sakina Kash Tu kuch or din agar  Sajjad laka Jata Behn Karbala Tuja baba Ka sar Sinapa tha tab tara saman tuyjko tamancha lagta tha baba ka samana ya qaidi bhai sotchta ka rota  raha tuja Sajjad laka Jata Behn Karbala Tuja tuj ko na laka na ja saka arman ha abb yahi baba ka pass la chalon ma tari qabur hi ma shamiyng ka bitch na young chorta tuja Sajjad laka Jata Behn Karbala Tuja pani ka kal jahng tuja qatra tha na mila abbas ki lahad sa tu dati  agar sada aate salam karna ko,khud alqama tuja Sajjad laka Jata Behn Karbala Tuja turbat sa tari kis trah khud ko uthawo ma tu hi bata da karbala abb kasa jawo ma Chahlum sa pahla kash na ate qaza tuja  Sajjad laka Jata Behn Karbala Tuja zindan ka dar pa agaya mehmil to ha magar mazloom bhai ki tari turbat pa ha nazar girta hn tari qabur pa day

Bibi Zainab SA Noha Lyrics in Urdu

Bibi Zainab SA Noha Lyrics in Urdu Madeeney Se To Parday Mein Usay Abbas AS Laya Tha madeeney se to parday mein usay abbas laya tha nah jane kis terhan Zainab SA gayi Ghazi ke lashay par woh jab roti hui maqtal se guzri to uth uth kar gira ghazi tarap kar  woh bhai nah raha raha behnoon ka jo parda banata tha jo mehmil mein sahara day ke zainab ko bithaata tha nahi hai aaj is ke tan pay baazu ridaye khaak hai zainab ke sir par khudaaya kaisay is manzar ko dekha hoga zainab ne rida ke paas aake dono baazu run mein thay bikhare sinaan se gir raha tha sir musalsal behan roti thi jab abbas keh kar bas is lamhay Abir par zaefi hogayi taari lab darya jo pohanchi be rida woh dard ki maari rida is ki uthi naizay pay jis dam to ghash mein gir para abid tarap kar tera ghazi tairay parday ko bhi parday mein laya tha safar mein samnay hi day ke mehmil ko chupaya tha sir zainab pay rakh ke haath Fizh بکاء karti rahi haae muqaddar Mohammad ki nawasa ko madinah yaad aata hai usay jab tazyane maar ka

Mola Ali New Noha | 19 Ramadan Noha

 Mola Ali New Noha | 19 Ramadan Noha باپردہ جہاں روئی تھی میت پہ علی کی اس کوفے میں محروم ردا بھی گئی زینب تر خون میں بابا کی جبیں دیکھ کے روئی پر بعد میں چادر کے لئے روئی تھی زینب جس گھر سے اٹھا ہائے جنازہ تھا علی کا جس در سے تھا تابوت کو جاتے ہوئے دیکھا دن اس طرح بدلے کہ اسی  در کے ہی آگے کوفے میں رسن بستہ پھرائی گئی زینب بابا کا مصلہ بھی جہاں خوں میں تر تھا سر زخمی تھا ماحول پہ مقتل کا اثر تھا عباس کی شہزادی پہ پھر وقت یہ آیا پتھر بھی وہاں سر پہ تھی کھاتی رہی زینب جب مسجد کوفہ پہ نظر پڑتی گھر سے یاد آتی تھی بابا کی تو روتی تھی تڑپ کے دن بدلے لٹا گھر بھی ردا نیزے پہ آئی تھی سامنے مسجد کے ردا مانگتی زینب دو بار تو کوفے نے بھی دیکھا یہ منظر تلوار علی پر لگی شہزادی پہ پتھر تب یاد کیا زہرا کو رو رو کے علی نے دربار میں غازی کو صدا دیتی تھی زینب Mola Ali New Noha Lyrics in Urdu | 19 Ramadan Noha baaparda jahan roi thi maiyat pay Ali ki is kofe mein mahroom rida bhi gayi zainab tar khoon mein baba ki jabeen dekh ke roi par baad mein chadar ke liye roi thi zainab jis ghar se utha haae janaza